> Kanimozhi Buzz: Maiyya Yashoda (Thames Mix) Song Lyrics - Hindi Movie Jhootha Hi Sahi
.:[Double Click To][Close]:.

Friday, September 24, 2010

Maiyya Yashoda (Thames Mix) Song Lyrics - Hindi Movie Jhootha Hi Sahi

Jhootha Hi Sahi Song Lyrics John Abraham
Jhootha Hi Sahi Song Lyrics
Movie : Jhootha Hi Sahi
Banner : Saregama-HMV
Cast : John Abraham, Pakhi, R Madhavan, Raghu Ram, Manasi Scott, Anaitha Nair
Direction : Abbas Tyrewala
Production : Madhu Mantena
Music : A R Rahman
Song : Maiyya Yashoda (Thames Mix)
Lyrics : Abbas Tyrewala
Singers : Javed Ali, Chinmayi

Maiyya Yashoda (Thames Mix) Song Lyrics - Hindi Movie Jhootha Hi Sahi :

nat-khat nat-khat jab naktat par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re

maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya
maiyya yashoda kese jaaoun ghar jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya

mori baanh hai monhri (nat-khat re)
tere dil ko jorri (nat-khat re)
more gagre koti (nat-khat re)
main moonch si choti (nat-khat re)
mori thaame kalaai uss kinaare le gaya

maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan ki gagri se maakhan bacha le gaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya

suna tha ek din main ne jab naatat par chalte chalte
kisi gopi ko bethe akele rote naina dhalte
main ne socha ke meri maiyya se main kya bolunga
kaahe na roka uss roti gurriya ke dil ko jalte
haan maakkhan to churaaya, par us ko bhi sikhaaya
ke tu bhi to thora sa chakh le bhaai
maaii ham donon phir jaa bethain us jamna ke pull par
maakkhan ham mil ke re maakkhan chata hogaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya

maahi mohe laaj aave, kaahe main ro ro karti thi
tu hi maakkhan chori, main beth ke bas aahain bharti thi
phir teri nat-khat ne ek din mohe yeh raaz bataya (2)
chori hota tha maakkhan kiyun ke choron se darti thi
jo maakkhan jam ke khaey, to kya koi churaey
to chakh le aur chakha le thora maaii
O maaii tore nat-khat ko main ne hi jab laa ke dil par
maakkhan khilaaya to maakkhan mera hogaya

maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan haan gori ko maakkhan khilaane gaya

nat-khat nat-khat jab naktat par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re
tori ro... tori re...

maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya
maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan ki gagri se maakkhan bacha le gaya
maiyya... maiyya...