> Kanimozhi Buzz: Veer Zara Hindi Film 2004 - jaanam dekh lo mit gayin dooriyan
.:[Double Click To][Close]:.

Thursday, April 15, 2010

Veer Zara Hindi Film 2004 - jaanam dekh lo mit gayin dooriyan

Veer Zara Hindi Film 2004 - jaanam dekh lo mit gayin dooriyanSong: Main yahan hoon yahan (Veer Zaara) (2004) Singer: Udit Narayan, Lyrics: Javed Akhtar, Music Director: Madan Mohan

Song Lyrics

jaanam dekh lo mit gayin dooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan

jaanam dekh lo mit gayin dooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan
jaanam dekh lo mit gayin dooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan
kaisi sarhadein kaisi mazbooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan

tum chupa na sakogi main wo raaz hoon
tum bhula na sakogi wo andaaz hoon
goonjta hoon jo dil me to hairan ho kyon
main tumhare hi dil ki to awaz hoon
sun sako to suno dhadkanon ki jubaan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan
kaisi sarhadein kaisi mazbooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahaan hoon yahan

main hi main ab tumhare khayalon me hoon
main jawaabon me hoon main sawaalon me hoon
main tumhare har ek khwab me hoon basa
main tumhari nazar ke ujalon me hoon
dekhti ho mujhe dekhti ho jahan

Video Song