> Kanimozhi Buzz: Ajab Prem Ki Ghazab Kahani- Aa jaao meri tamanna song lyrics and video
.:[Double Click To][Close]:.

Sunday, February 14, 2010

Ajab Prem Ki Ghazab Kahani- Aa jaao meri tamanna song lyrics and video

Ajab Prem Ki Ghazab Kahani- Aa jaao meri tamanna song lyrics
Katrina Kaif and Ranbir wallpaper
Ajab Prem Ki Ghazab Kahani- Aa jaao meri tamanna
Aa jaao meri tamanna lyrics
Ajab Prem Ki Ghazab Kahani- Aa jaao meri tamanna

thoda thehar, thoda thehar
sun le jara, sun le jara
dil keh raha, dil keh raha
de na saja yuun bewajh
ruthkar mujhase na ja abhi, bhulkar shikawa gila sabhi pyaar ka
aa jaao meri tamanna, baahon mein aao
ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao

ho har ghadi lag rahi teri kami, le chali kis gali yeh jindagi
hai pata laapata hoon pyaar mein, ankahi ansuni chaahat jagi
jo huwa pehale huwa nahi, aaj tum kar lo jara yakin pyaar ka
aa jaao meri tamanna, baahon mein aao
ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao
{ http://hitmusicvideolyrics.blogspot.com/ }

ho rut jawa dil jawaan hasarat jawaan
tu hai toh yeh bhi hai saare jawaan
woh nagar woh dagar hogi hasin, tu mile pyaar se mujhako jahaan
paana hai tujhako yeh dil kahe, har ghadi abb toh nasha rahe pyaar ka
aa jaao meri tamanna, baahon mein aao
ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao

Video Song